Dard-E-Dil Ka Ab Naya Lyrics - Awargi Mein Had Se Vol 2 (2013)

Movie/album: Awargi Mein Had Se Vol 2 (2013)
Singers: Munni Begum
Song Lyricists: N/A
Music Composer: Munni Begum
Music Director: Munni Begum
Music Label: Times Music
Starring: Munni Begum
Dard-E-Dil Ka Ab Naya Song Lyrics
Dard-e-dil ka ab naya
Andaaz hona chahiye
Dard-e-dil ka ab naya
Andaaz hona chahiye
Sheher saara hosh bar
Aawaaz hona chahiye
Sheher saara hosh bar
Aawaaz hona chahiye
Dard-e-dil ka ab naya
Andaaz hona chahiye
Dosto ab ke kafas
Apna muqaddar hi sahin
Dosto ab ke kafas
Apna muqaddar hi sahin
Dil mein kuch to jazbae
Parwaaz hona chahiye
Dil mein kuch to jazbae
Parwaaz hona chahiye
Dard-e-dil ka ab naya
Andaaz hona chahiye
Daamane koho saar mein
Khamosh nadiya ki tarha
Daamane koho saar mein
Khamosh nadiya ki tarha
Husn ke nagmo ko ve
Aawaaz hona chahiye
Husn ke nagmo ko ve
Aawaaz hona chahiye
Dard-e-dil ka ab naya
Andaaz hona chahiye
Waqt ke saahil pe ek
Bejaan parinda gir pada
Waqt ke saahil pe ek
Bejaan parinda gir pada
Ab naye unvaan ka
Aagaaz hona chahiye
Ab naye unvaan ka
Aagaaz hona chahiye
Dard-e-dil ka ab naya
Andaaz hona chahiye
Sheher saara hosh bar
Aawaaz hona chahiye
Dard-e-dil ka ab naya
Andaaz hona chahiye.
RSS Feed
Twitter
02:40
swathichitti
Posted in
0 comments:
Post a Comment